‘तुलसिहिं बहुत भलो लागत’, जगजीवन राम ग़ुलाम को तुलसी की यह उक्ति आज के जीवन के कुहासे को काटकर ऊपर उठने की प्रेरणा देती रही है। राम के भक्त के समान मेरा जीवन हो सके, इसके लिए भक्ति और शरणागति को समझना अनिवार्य लगा। यह लेखन उसी समझ को प्रशस्त करने का उपक्रम है। भावुक पाठक इनको पढ़कर ‘भक्ति और शरणागति’ के गम्भीर अनुशीलन में प्रवृत्त होंगे। ‘tulasihin bahut bhalo lagat’, jagjivan raam gulam ko tulsi ki ye ukti aaj ke jivan ke kuhase ko katkar uupar uthne ki prerna deti rahi hai. Raam ke bhakt ke saman mera jivan ho sake, iske liye bhakti aur sharnagati ko samajhna anivarya laga. Ye lekhan usi samajh ko prshast karne ka upakram hai. Bhavuk pathak inko padhkar ‘bhakti aur sharnagati’ ke gambhir anushilan mein prvritt honge.