Umrao Jaan Ada
Author | Hadi 'Ruswa' , Mirza |
Language | Hindi |
Publisher | Rajpal and Sons |
Pages | 224 |
ISBN | 9789390000000 |
Book Type | Paperback |
Item Weight | 0.4 kg |
Dimensions | 21.5x13.9x1.4 cm |
Edition | 2017 |
Umrao Jaan Ada
उमराव जान उन्नीसवीं सदी की लखनऊ की तवायफ़ थी जो अपनी खूबसूरती, शोख अदाओं और नाच-गाने के साथ अपनी शायरी के लिए भी मशहूर थी। हर शाम उसका कोठा घुँघरुओं की गूँज, जामों की खनक, शेरो-शायरी की वाहवाही से गुलज़ार हो उठता और खानदानी रईस, जोशीले नवाबज़ादे, नामी गुण्डे, शराबी-कबाबी उसकी रौनक बढ़ाते। उमराव जान अदा पढ़ते पाठक की आँखों के करीब दो सौ साल पहले की लखनवी तहज़ीब की जीती-जागती तस्वीर उभर आती है।लेकिन उमराव जान की चमक शानो-शौकत के पीछे एक छोटी-सी लड़की, अमीरन की दिल को छू लेने वाली दुखभरी कहानी है। कम उम्र में अमीरन का अपहरण कर उसे कोठे पर बेचा जाता है। अमीरन से उमराव जान बनी लड़की का शरीर मजबूरन कोठे पर है, लेकिन उसकी रूह फ़ैजाबाद के अपने घर की तलाश में भटकती रहती है।1899 में उर्दू में पहली बार उमराव जान अदा प्रकाशित हुई थी। माना जाता है कि लेखक की मुलाकात उमराव जान से एक मुशायरे में हुई और उसने अपनी कहानी बयान की और लेखक ने इसे इस ढंग से लिखा जैसे उमराव जान खुद अपनी दास्तान बयाँ कर रही हो। एक सदी से भी ज़्यादा समय बीत जाने के बाद भी उमराव जान का रोमाँच वैसे ही बरकरार है और लोग आज भी उसके बारे में जानने को बेकरार रहते हैं-चाहे किताब की बाबत हो या फिर फ़िल्म के। umraav jaan unniisvii.n sadii kii lucknow kii tavaayaf thii jo apnii khuubasuuratii, shokh adaa.o.n aur naach-gaane ke saath apnii shaayarii ke liye bhii mash.huur thii। har shaam uskaa koThaa ghu.ngharu.o.n kii guu.nj, jaamo.n kii khanak, shero-shaayarii kii vaahavaahii se gulzaar ho uThtaa aur khaanadaanii ra.iis, joshiile navaabzaade, naamii gunDe, sharaabii-kabaabii uskii raunak ba.Dhaate। umraav jaan ada pa.Dhte paaThak kii aa.nkho.n ke kariib do sau saal pahle kii lakhnavii tahaziib kii jiitii-jaagtii tasviir ubhar aatii hai। lekin umraav jaan kii chamak shaano-shaukat ke piichhe ek chhoTii-sii la.Dkii, amiiran kii dil ko chhuu lene vaalii dukhabhrii kahaanii hai। kam umr me.n amiiran ka aphar.n kar use koThe par bechaa jaataa hai। amiiran se umraav jaan banii la.Dkii ka shariir majbuuran koThe par hai, lekin uskii ruuh faijaabaad ke apne ghar kii talaash me.n bhaTaktii rahtii hai। 1899 me.n urduu me.n pahlii baar umraav jaan ada prakaashit hu.ii thii। maana jaataa hai ki lekhak kii mulaakaat umraav jaan se ek mushaayre me.n hu.ii aur usne apnii kahaanii byaan kii aur lekhak ne ise is Dhang se likhaa jaise umraav jaan khud apnii daastaan bayaa.n kar rahii ho। ek sadii se bhii zyaadaa samay biit jaane ke baad bhii umraav jaan ka romaa.nch vaise hii barakraar hai aur log aaj bhii uske baare me.n jaan.ne ko bekaraar rahte hain-chaahe kitaab kii baabat ho ya phir film ke।
- Sabr– Your order is usually dispatched within 24 hours of placing the order.
- Raftaar– We offer express delivery, typically arriving in 2-5 days. Please keep your phone reachable.
- Sukoon– Easy returns and replacements within 7 days.
- Dastoor– COD and shipping charges may apply to certain items.
Use code FIRSTORDER to get 10% off your first order.
Use code REKHTA10 to get a discount of 10% on your next Order.
You can also Earn up to 20% Cashback with POP Coins and redeem it in your future orders.