Shabd Dhale Angaron Mein
Regular price
₹ 240
Sale price
₹ 240
Regular price
₹ 240
Unit price
Save 0%
Tax included.
Author | Dr. Madhav Kaushik |
Language | Hindi |
Publisher | Vani Prakashan |
Pages | 120 |
ISBN | 978-9390659456 |
Book Type | Hardbound |
Item Weight | 0.25 kg |
Dimensions | 22"x14" |
Edition | 1st |
Shabd Dhale Angaron Mein
Product description
Shipping & Return
Offers & Coupons
शब्द ढले अंगारों में -
सुप्रसिद्ध ग़ज़लकार माधव कौशिक की ग़ज़लें आख़िरी पंक्ति के आख़िरी आदमी की ग़ज़लें हैं और रचनाकार इस विषय में पूर्णतया आश्वस्त है कि समय-सीमान्तों पर लड़े जाने वाले युद्ध में अन्तिम विजय आख़िरी पंक्ति के इस आख़िरी आदमी की ही होगी। उनकी ग़ज़लों में समय तथा समाज अपनी सम्पूर्ण जटिलता तथा विविधता के साथ सदैव उपस्थित रहता है।
माधव कौशिक का नवीनतम ग़ज़ल संग्रह 'शब्द ढले अंगारों में' कई मायनों में उनके पहले संग्रहों से विशिष्ट है। सामाजिक विसंगतियों, विषमताओं तथा दुराग्रहों से ग्रस्त समसामयिक स्थितियाँ पहले से अधिक चुनौती पूर्ण हो गयीं हैं। चारों तरफ़ एक अजीब-सी अफरातफरी का माहौल है। अन्तर्राष्ट्रीय आतंकवाद, हिंसा, विघटन, विस्थापन तथ मूल्यों के पतन ने मानव समाज तथा मानवीय मूल्यों को ख़तरे में डाल दिया है। इस संग्रह की ग़ज़लों में रचनाकार ने इन्हीं विषम स्थितियों का अंकन ही नहीं किया अपितु इनके विरुद्ध प्रतिरोध का स्वर भी बुलन्द किया है।
यही वजह है कि समय तथा समाज के ताप और संताप को अभिव्यक्त करते-करते यह शब्द दहकते हुए अंगारों में परिवर्तित हो जाते हैं। रचनाकार की आन्तरिक बेचैनी, छटपटाहट तथा व्याकुलता ने इन ग़ज़लों को ग़ज़ब की तुर्शी तथा धारदार तेवर प्रदान किया है। आम आदमी के संघर्ष तथा उसके सपने, उसकी आशा व निराशा तथा उसके उत्पीड़न तथा उत्थान की मर्मस्पर्शी अभिव्यक्ति इस संग्रह की सबसे बड़ी विशेषता है।
shabd Dhale angaron meinsuprsiddh ghazalkar madhav kaushik ki ghazlen akhiri pankti ke akhiri aadmi ki ghazlen hain aur rachnakar is vishay mein purnatya ashvast hai ki samay simanton par laDe jane vale yuddh mein antim vijay akhiri pankti ke is akhiri aadmi ki hi hogi. unki ghazlon mein samay tatha samaj apni sampurn jatilta tatha vividhta ke saath sadaiv upasthit rahta hai.
madhav kaushik ka navintam ghazal sangrah shabd Dhale angaron men kai maynon mein unke pahle sangrhon se vishisht hai. samajik visangatiyon, vishamtaon tatha duragrhon se grast samsamyik sthitiyan pahle se adhik chunauti poorn ho gayin hain. charon taraf ek ajib si aphrataphri ka mahaul hai. antarrashtriy atankvad, hinsa, vightan, visthapan tath mulyon ke patan ne manav samaj tatha manviy mulyon ko khatre mein Daal diya hai. is sangrah ki ghazlon mein rachnakar ne inhin visham sthitiyon ka ankan hi nahin kiya apitu inke viruddh pratirodh ka svar bhi buland kiya hai.
yahi vajah hai ki samay tatha samaj ke taap aur santap ko abhivyakt karte karte ye shabd dahakte hue angaron mein parivartit ho jate hain. rachnakar ki antrik bechaini, chhataptahat tatha vyakulta ne in ghazlon ko ghazab ki turshi tatha dhardar tevar prdaan kiya hai. aam aadmi ke sangharsh tatha uske sapne, uski aasha va nirasha tatha uske utpiDan tatha utthan ki marmasparshi abhivyakti is sangrah ki sabse baDi visheshta hai.

- Sabr– Your order is usually dispatched within 24 hours of placing the order.
- Raftaar– We offer express delivery, typically arriving in 2-5 days. Please keep your phone reachable.
- Sukoon– Easy returns and replacements within 7 days.
- Dastoor– COD and shipping charges may apply to certain items.
Use code FIRSTORDER to get 10% off your first order.
Use code REKHTA10 to get a discount of 10% on your next Order.
You can also Earn up to 20% Cashback with POP Coins and redeem it in your future orders.