Sarmaya Kaifi Aazmi Samagra
Regular price
₹ 395
Sale price
₹ 395
Regular price
₹ 395
Unit price
Save 0%
Tax included.
Author | Kaifi Aazmi |
Language | Hindi |
Publisher | Vani Prakashan |
Pages | 249 |
ISBN | 978-9352293179 |
Book Type | Hardbound |
Item Weight | 0.4 kg |
Dimensions | 5.30"x8.50" |
Edition | 4th |
Sarmaya Kaifi Aazmi Samagra
Product description
Shipping & Return
Offers & Coupons
सरमाया, कैफ़ी आज़मी -
उर्दू साहित्य में कैफ़ी आज़मी का व्यक्तित्व किसी परिचय का मोहताज नहीं। इसी अर्द्धशताब्दी के भयानक वातावरण में वह और उनकी शायरी कठिन परीक्षा से गुज़री है। कभी अवसरवादियों ने उन पर उँगलियाँ उठाई तो कभी धर्म के नाम पर कट्टरपन्थियों ने उन पर हमले किये। कभी प्रगतिशील विचारधारा के विरोधियों ने उन्हें अपना निशाना बनाया तो कभी आधुनिकता के ठेकेदारों ने उन पर ख़ाक उड़ायी। क़ानून के रखवालों ने उन पर पाबन्दी लगायी, और प्रगतिशील विचारधारा के आलोचकों तथा लेखकों ने भी उनके साथ न्याय नहीं किया। इसके बावजूद कैफ़ी आज़मी अपने ज़मीर और फ़न के प्रति ईमानदारी और खुलूस का रवैया अपना कर अपनी रंगारंग महान सभ्यता, राजनीति का शिकार होती हुई अपनी मज़लूम परन्तु जीवित भाषा और उसके साहित्य की क़ाबिले-कद्र रिवायत और अपने युग के इन्सान की आवाज़ बन गये। 'सरमाया' उनके जीवन भर की पूँजी है।
sarmaya, kaifi aazmi
urdu sahitya mein kaifi aazmi ka vyaktitv kisi parichay ka mohtaj nahin. isi arddhashtabdi ke bhayanak vatavran mein vah aur unki shayri kathin pariksha se guzri hai. kabhi avasarvadiyon ne un par ungliyan uthai to kabhi dharm ke naam par kattarpanthiyon ne un par hamle kiye. kabhi pragatishil vichardhara ke virodhiyon ne unhen apna nishana banaya to kabhi adhunikta ke thekedaron ne un par khaak uDayi. qanun ke rakhvalon ne un par pabandi lagayi, aur pragatishil vichardhara ke alochkon tatha lekhkon ne bhi unke saath nyaay nahin kiya. iske bavjud kaifi aazmi apne zamir aur fan ke prati iimandari aur khulus ka ravaiya apna kar apni rangarang mahan sabhyta, rajniti ka shikar hoti hui apni mazlum parantu jivit bhasha aur uske sahitya ki qabile kadr rivayat aur apne yug ke insan ki avaz ban gaye. sarmaya unke jivan bhar ki punji hai.

- Sabr– Your order is usually dispatched within 24 hours of placing the order.
- Raftaar– We offer express delivery, typically arriving in 2-5 days. Please keep your phone reachable.
- Sukoon– Easy returns and replacements within 7 days.
- Dastoor– COD and shipping charges may apply to certain items.
Use code FIRSTORDER to get 10% off your first order.
Use code REKHTA10 to get a discount of 10% on your next Order.
You can also Earn up to 20% Cashback with POP Coins and redeem it in your future orders.