Samay Aur Sanskriti
Author | S.C. Dubey |
Language | Hindi |
Publisher | Vani Prakashan |
Pages | 190 |
ISBN | 978-9387409590 |
Book Type | Paperback |
Item Weight | 0.3 kg |
Dimensions | 5.30\"x8.50\" |
Edition | 3rd |
Samay Aur Sanskriti
परम्परा की अनिवार्य महत्ता और उसके राजनीतिकरण से होने वाले विनाश को पहचान कर ही हम वास्तविक भारतीयता को जान सकते हैं। इसके लिए समस्त सामाजिक बोध से युक्त इतिहास-दृष्टि की जरूरत है क्योंकि अन्तर्द्वन्द्व और विरोधाभास हिन्दू-अस्मिता के सबसे बड़े शत्रु हैं। दूसरी तरफ समाज के चारित्रिक ह्रास के कारक रूप में संक्रमणशील समाज के सम्मुख परिवर्तन की छद्म आधुनिकता और धर्म के दुरुपयोग के घातक ख़तरे मौजूद हैं। पश्चिम के दायित्वहीन भोगवादी मनुष्य की नकल करने वाले समाज में संचार के माध्यमों की भूमिका सांस्कृतिक विकास में सहायक न रहकर नकारात्मक हो गयी है। ऐसे में बुद्धिजीवी वर्ग की समकालीन भूमिका और भी जरूरी तथा मुश्किल हो गयी है। श्यामाचरण दुबे का समाज-चिन्तन इस अर्थ में विशिष्ट है कि वे कोरे सिद्धान्तों की पड़ताल और जड़ हो चुके अकादमिक निष्कर्षों के पिष्ट-प्रेषण में व्यर्थ नहीं होता। इसीलिए उनका चिन्तन उन तथ्यों को पहचानने की समझ देता है जिन्हें जीवन जीने के क्रम में महसूस किया जाता है लेकिन उन्हें शब्द देने का काम अपेक्षाकृत जटिल होता है। parampra ki anivarya mahatta aur uske rajnitikran se hone vale vinash ko pahchan kar hi hum vastvik bhartiyta ko jaan sakte hain. iske liye samast samajik bodh se yukt itihas drishti ki jarurat hai kyonki antardvandv aur virodhabhas hindu asmita ke sabse baDe shatru hain. dusri taraph samaj ke charitrik hraas ke karak roop mein sankramanshil samaj ke sammukh parivartan ki chhadm adhunikta aur dharm ke durupyog ke ghatak khatre maujud hain. pashchim ke dayitvhin bhogvadi manushya ki nakal karne vale samaj mein sanchar ke madhymon ki bhumika sanskritik vikas mein sahayak na rahkar nakaratmak ho gayi hai. aise mein buddhijivi varg ki samkalin bhumika aur bhi jaruri tatha mushkil ho gayi hai. shyamachran dube ka samaj chintan is arth mein vishisht hai ki ve kore siddhanton ki paDtal aur jaD ho chuke akadmik nishkarshon ke pisht preshan mein vyarth nahin hota. isiliye unka chintan un tathyon ko pahchanne ki samajh deta hai jinhen jivan jine ke kram mein mahsus kiya jata hai lekin unhen shabd dene ka kaam apekshakrit jatil hota hai.
- Sabr– Your order is usually dispatched within 24 hours of placing the order.
- Raftaar– We offer express delivery, typically arriving in 2-5 days. Please keep your phone reachable.
- Sukoon– Easy returns and replacements within 7 days.
- Dastoor– COD and shipping charges may apply to certain items.
Use code FIRSTORDER to get 10% off your first order.
Use code REKHTA10 to get a discount of 10% on your next Order.
You can also Earn up to 20% Cashback with POP Coins and redeem it in your future orders.