रंगभूमि प्रेमचंद के प्रमुख उपन्यासों में है। इसकी रचना महात्मा गाँधी के असहयोग आंदोलन से प्रभावित होकर की गई थी। 'रंगभूमि' का नायक सूरदास न्याय के लिए आजीवन संघर्ष करता है, फिर भी उसके मन में किसी के प्रति कटुता नहीं है। यह उपन्यास भारत में औद्योगिक संस्कृति की शुरुआत के दौरान साधारण जन की कठिनाइयों का बेबाक चित्रण करता है। rangbhumi premchand ke prmukh upanyason mein hai. iski rachna mahatma gandhi ke asahyog andolan se prbhavit hokar ki gai thi. rangbhumi ka nayak surdas nyaay ke liye ajivan sangharsh karta hai, phir bhi uske man mein kisi ke prati katuta nahin hai. ye upanyas bharat mein audyogik sanskriti ki shuruat ke dauran sadharan jan ki kathinaiyon ka bebak chitran karta hai.