Look Inside
Nibandhon Ki Duniya : Malyaj
Nibandhon Ki Duniya : Malyaj

Nibandhon Ki Duniya : Malyaj

Regular price ₹ 395
Sale price ₹ 395 Regular price ₹ 395
Unit price
Save 0%
Tax included.
Size guide

Pay On Delivery Available

Rekhta Certified

7 Day Easy Return Policy

Nibandhon Ki Duniya : Malyaj

Nibandhon Ki Duniya : Malyaj

Cash-On-Delivery

Cash On Delivery available

Plus (F-Assured)

7-Days-Replacement

7 Day Replacement

Product description
Shipping & Return
Offers & Coupons
Read Sample
Product description
निबन्धों की दुनिया - मलयज - मलयज के निबन्ध अकादमिक आलोचना के सर्जनात्मक संस्करण हैं। चिन्तन की गहराई और काव्यानुभूति के ताप से लिखे गये उनके निबन्धों ने हिन्दी आलोचना की आधुनिक बहसों में एक सार्थक हस्तक्षेप किया है। मलयज की आलोचना दृष्टि का निर्माण और विकास शीत युद्ध के दौर में हुआ जब हिन्दी में प्रगतिशील लेखक संघ और परिमल का द्वन्द्व अपने चरम पर था। मलयज इन दोनों शिविरों में से किसी एक को स्वीकार कर लेने की आसान राह नहीं चुनते वे एक तीसरी राह की तलाश का जोख़िम उठाते हैं-यह तीसरी राह संवाद और एकालाप की है। मलयज को पता है कि शिविरबद्ध आलोचना के योद्धा “सौन्दर्य और आत्मा और मानव राग को फार्मूलों में ढाल दे सकते हैं। वे उत्पीड़न, आक्रोश और करुणा को सुखद, सौन्दर्यात्मक फुरफुरी में अंकित कर दे सकते हैं। वे विशिष्ट हैं, क्योंकि वे दूसरों से बड़े हैं गोकि ख़ुद से छोटे, छोटे और सीमित-अपने में बन्द, सुरक्षित किनारे पर।" मलयज के निबन्धों का दायरा छायावाद से नयी कविता के कवियों और रचनाओं तक फैला है। मलयज निष्कर्षो से विश्लेषण की ओर नहीं जाते। उनकी आलोचना रचना की जटिलताओं से जूझती है, उनमें विचारों को सपाट ढंग से कह डालने के अधैर्य के स्थान पर चिन्तनधर्मी ललित मन्थरता है। गहरा आलोचनात्मक विवेक और रचनात्मक ऊष्मा के कारण मलयज के निबन्ध पठनीय और विचारणीय है। nibandhon ki duniya malyajmalyaj ke nibandh akadmik alochna ke sarjnatmak sanskran hain. chintan ki gahrai aur kavyanubhuti ke taap se likhe gaye unke nibandhon ne hindi alochna ki adhunik bahson mein ek sarthak hastakshep kiya hai. malyaj ki alochna drishti ka nirman aur vikas sheet yuddh ke daur mein hua jab hindi mein pragatishil lekhak sangh aur parimal ka dvandv apne charam par tha. malyaj in donon shiviron mein se kisi ek ko svikar kar lene ki asan raah nahin chunte ve ek tisri raah ki talash ka jokhim uthate hain ye tisri raah sanvad aur ekalap ki hai. malyaj ko pata hai ki shivirbaddh alochna ke yoddha “saundarya aur aatma aur manav raag ko pharmulon mein Dhaal de sakte hain. ve utpiDan, akrosh aur karuna ko sukhad, saundaryatmak phuraphuri mein ankit kar de sakte hain. ve vishisht hain, kyonki ve dusron se baDe hain goki khud se chhote, chhote aur simit apne mein band, surakshit kinare par. " malyaj ke nibandhon ka dayra chhayavad se nayi kavita ke kaviyon aur rachnaon tak phaila hai. malyaj nishkarsho se vishleshan ki or nahin jate. unki alochna rachna ki jatiltaon se jujhti hai, unmen vicharon ko sapat Dhang se kah Dalne ke adhairya ke sthaan par chintandharmi lalit mantharta hai. gahra alochnatmak vivek aur rachnatmak uushma ke karan malyaj ke nibandh pathniy aur vicharniy hai.

Shipping & Return
  • Sabr– Your order is usually dispatched within 24 hours of placing the order.
  • Raftaar– We offer express delivery, typically arriving in 2-5 days. Please keep your phone reachable.
  • Sukoon– Easy returns and replacements within 7 days.
  • Dastoor– COD and shipping charges may apply to certain items.

Offers & Coupons

Use code FIRSTORDER to get 10% off your first order.


Use code REKHTA10 to get a discount of 10% on your next Order.


You can also Earn up to 20% Cashback with POP Coins and redeem it in your future orders.

Read Sample

Customer Reviews

Be the first to write a review
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)

Related Products

Recently Viewed Products