प्रस्तुत पुस्तक ‘खुली आँखों का सपना’ एक काल्पनिक उपन्यास है।
इस उपन्यास की कहानी एक मध्यमवर्गीय परिवार की माँ के इर्दगिर्द घूमती है जिसे अपने बेटे के लिए बहू खोजने के चक्कर में किन-किन समस्याओं और विषम परिस्थितियों का सामना करना पड़ता है। इस गम्भीर समस्या को हास्य का ऐसा चोला पहनाने का प्रयास लेखिका द्वारा किया गया है कि पाठकगण हँसने को मजबूर हो जाएँगे।
उपन्यास में सरल, सारगर्भित व उत्कृष्ट भाषा का प्रयोग किया गया है जो जनसाधारण के लिए उपयुक्त है।
निश्चय ही पाठक जब इस उपन्यास को पढ़ना शुरू करेंगे तो अन्त तक पढ़ने को विवश हो जाएँगे। Prastut pustak ‘khuli aankhon ka sapna’ ek kalpnik upanyas hai. Is upanyas ki kahani ek madhyamvargiy parivar ki man ke irdgird ghumti hai jise apne bete ke liye bahu khojne ke chakkar mein kin-kin samasyaon aur visham paristhitiyon ka samna karna padta hai. Is gambhir samasya ko hasya ka aisa chola pahnane ka pryas lekhika dvara kiya gaya hai ki pathakgan hansane ko majbur ho jayenge.
Upanyas mein saral, sargarbhit va utkrisht bhasha ka pryog kiya gaya hai jo jansadharan ke liye upyukt hai.
Nishchay hi pathak jab is upanyas ko padhna shuru karenge to ant tak padhne ko vivash ho jayenge.