Look Inside
Hatya
Hatya

Hatya

Regular price ₹ 265
Sale price ₹ 265 Regular price ₹ 265
Unit price
Save 0%
Tax included.
Size guide

Pay On Delivery Available

Rekhta Certified

7 Day Easy Return Policy

Hatya

Hatya

Cash-On-Delivery

Cash On Delivery available

Plus (F-Assured)

7-Days-Replacement

7 Day Replacement

Product description
Shipping & Return
Offers & Coupons
Read Sample
Product description

अपराध-लेखन की दुनिया में हत्याउपन्यास एक महिला लेखिका की सशक्त पहल है जिसमें छोटी-सी घटना के इतने कोण बन जाते हैं, इतने मोड़ आ जाते हैं कि पाठक बेसब्री से किताब के पन्ने पलटता जाता है कि कब रहस्य का कोई सिरा मिल जाए। दिल्ली के फ़ार्महाउस में एक स्त्री की हत्या की जब पुलिस जाँच शुरू होती है तो कहानी के तार एक तरफ़ ज़मीन और बिल्डर माफ़िया के कारनामों से जुड़ते चले जाते हैं और दूसरा सिरा एक महिला की महत्त्वाकांक्षा और शोषण को बयान करता है। इन्हीं दो सिरों को बारीकी से इस कहानी में जोड़ा गया है जो जितने महीन हैं उतने ही झीने भी हैं। उपन्यास पढ़ते हुए लगता है हम एक ऐसी दुनिया में रहते हैं जहाँ हम सब कुछ देखते हुए भी अनदेखा कर देते हैं, सब कुछ जानते हुए भी कुछ नहीं समझते। हत्या केवल एक लड़की की हत्या का आख्यान भर नहीं बल्कि समाज में व्यवस्था और संबंधों की हत्या का एक दस्तावेज़ है जिसमें जाति, वर्ग और जेंडर के सवाल भी जुड़े हैं।अनेक आंदोलनों से जुड़ी और पत्रकार रहीं अंजली देशपांडे का यह दूसरा उपन्यास है। भोपाल गैस त्रासदी की पृष्ठभूमि पर आधारित पहला उपन्यास अंग्रेज़ी में, इम्पीच्मेंट और हिन्दी में महाभियोगशीर्षक से प्रकाशित है। इनकी कहानियाँ अनेक प्रतिष्ठित पत्रिकाओं में छपती रहती हैं। इनका संपर्क है: anjalides@gmail.com apraadh-lekhan kii duniyaa me.n hattyaaupanyaas ek mahila lekhikaa kii sashakt pahal hai jisme.n chhoTii-sii ghaTna ke itne ko.n ban jaate hain, itne mo.D aa jaate hai.n ki paaThak besabrii se kitaab ke panne palaTtaa jaataa hai ki kab rahasy ka ko.ii siraa mil jaa.e। dillii ke faarmhaa.us me.n ek istrii kii hattyaa kii jab police jaa.nch shuruu hotii hai to kahaanii ke taar ek taraf zamiin aur bilDar mafia ke kaarnaamo.n se ju.Dte chale jaate hai.n aur duusraa siraa ek mahila kii mahattvaakaankshaa aur shosha.n ko byaan kartaa hai। inhii.n do siro.n ko baariikii se is kahaanii me.n jo.Da gayaa hai jo jitne muhiin hai.n utne hii jhiine bhii hain। upanyaas pa.Dhte hu.e lagtaa hai ham ek aisii duniyaa me.n rahte hai.n jahaa.n ham sab kuchh dekhte hu.e bhii andekhaa kar dete hain, sab kuchh jaante hu.e bhii kuchh nahii.n samajhte। hattyaa keval ek la.Dkii kii hattyaa ka aakhyaan bhar nahii.n balki samaaj me.n vyavasthaa aur sambandho.n kii hattyaa ka ek dastaavez hai jisme.n jaati, varg aur jenDar ke savaal bhii ju.De hain। anek aandolno.n se ju.Dii aur patrakaar rahii.n anjlii deshpaanDe ka yah duusraa upanyaas hai। bhopal gas traasadii kii prishThabhuumi par aadhaarit pahlaa upanyaas angrezii men, impiichmenT aur hindii me.n mahaabhiyogshiirshak se prakaashit hai। inkii kahaaniyaa.n anek pratishThit patrikaa.o.n me.n chhaptii rahtii hain।inkaa sampark haih anjalides@gmail.com

Shipping & Return
  • Sabr– Your order is usually dispatched within 24 hours of placing the order.
  • Raftaar– We offer express delivery, typically arriving in 2-5 days. Please keep your phone reachable.
  • Sukoon– Easy returns and replacements within 7 days.
  • Dastoor– COD and shipping charges may apply to certain items.

Offers & Coupons

Use code FIRSTORDER to get 10% off your first order.


Use code REKHTA10 to get a discount of 10% on your next Order.


You can also Earn up to 20% Cashback with POP Coins and redeem it in your future orders.

Read Sample

Customer Reviews

Be the first to write a review
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)

Related Products

Recently Viewed Products