आधुनिकता सामाजिक ढाँचा ही नहीं है, बल्कि हमारी व्यक्तिगत मानसिक स्थिति और स्वत्व बन गई है। इसका नतीजा यह हुआ है कि प्रेम जैसी निजी अनुभूति पर भी इसका तनाव अनुभव होता है। इसलिए कभी-कभी तो आजीवन प्रेम के स्थान पर हम प्रेम के तनाव में ही रहते होते हैं। इस उपन्यास में वानीरा और विवेक के माध्यम से इस आधुनिक तनाव वाली घटना-हीन वास्तविकता को अत्यन्त सूक्ष्म शैली, चित्रों और मन:स्थितियों के द्वारा श्रीनरेश मेहता ने प्रस्तुत किया है। Aadhunikta samajik dhancha hi nahin hai, balki hamari vyaktigat mansik sthiti aur svatv ban gai hai. Iska natija ye hua hai ki prem jaisi niji anubhuti par bhi iska tanav anubhav hota hai. Isaliye kabhi-kabhi to aajivan prem ke sthan par hum prem ke tanav mein hi rahte hote hain. Is upanyas mein vanira aur vivek ke madhyam se is aadhunik tanav vali ghatna-hin vastavikta ko atyant sukshm shaili, chitron aur man:sthitiyon ke dvara shrinresh mehta ne prastut kiya hai.