Look Inside
Dalit Sant
Dalit Sant

Dalit Sant

Regular price ₹ 395
Sale price ₹ 395 Regular price ₹ 395
Unit price
Save 0%
Tax included.

Earn Popcoins

Size guide

Pay On Delivery Available

Rekhta Certified

7 Day Easy Return Policy

Dalit Sant

Dalit Sant

Cash-On-Delivery

Cash On Delivery available

Plus (F-Assured)

7-Days-Replacement

7 Day Replacement

Product description
Shipping & Return
Offers & Coupons
Read Sample
Product description

रैदास या जिन्हें रविदास के नाम से भी जाना जाता है, पन्द्रहवीं सदी के संत थे जो उत्तर भारत में बहुत लोकप्रिय हुए और आज भी हैं। संत रैदास के पिता चमार थे जो उस समय के समाज में अछूत माने जाते थे। लेकिन रैदास का यह मानना था कि मनुष्य की पहचान उसकी जाति से नहीं, उसके कर्म से होती है और ईश्वर की भक्ति करना और धार्मिक ग्रन्थ पढ़ना हर मनुष्य का अधिकार है। समाज में छुआछूत के विरूद उन्होंने घोर विरोध किया और इस बात का प्रचार भी किया कि सच्ची मेहनत और कर्म से ही ईश्वर की प्राप्ति हो सकती है। स्वयं ईश्वर-भक्ति में लीन रहने के साथ रैदास जूते बनाने का अपना काम लगातार करते रहे। धर्म और समाज के उद्धारक रैदास एक बुद्धिजीवी कवि और आध्यात्मिक संत भी थे। संत रैदास के कथन धीरे-धीरे रविदासीय के नाम से इकट्ठे होने लग गए और आज रविदासीय के नाम से अलग धर्म भी है।प्रतिष्ठित लेखक राजेन्द्र मोहन भटनागर के गहरे अध्ययन के बाद तैयार की हुई यह कृति संत रैदास के जीवन की जीती-जागती तस्वीर है। विवेकानन्द, युगपुरुष अम्बेडकर, सरदार, कुली बैरिस्टर, गौरांग उनके अन्य लोकप्रिय जीवनीपरक उपन्यास हैं। 2014 में हरियाणा साहित्य अकादमी द्वारा ‘विशिष्ट साहित्यकार सम्मान’ से राजेन्द्र मोहन भटनागर को नवाज़ा गया तथा 1994 में राजस्थान साहित्य अकादमी ने उन्हें ‘विशिष्ट साहित्यकार सम्मान’ और सर्वोच्च पुरस्कार ‘मीरा पुरस्कार’ से सम्मानित किया। raidaas ya jinhe.n ravidaas ke naam se bhii jaana jaataa hai, pandrahvii.n sadii ke sant the jo uttar bhaarat me.n bahut lokapriy hu.e aur aaj bhii hain। sant raidaas ke pitaa chamaar the jo us samay ke samaaj me.n achhuut maane jaate the। lekin raidaas ka yah maan.naa tha ki manushya kii pahchaan uskii jaati se nahiin, uske karm se hotii hai aur iishvar kii bhakti karnaa aur dhaarmik granth pa.Dhnaa har manushya ka adhikaar hai। samaaj me.n chhu.aachhuut ke viruud unhonne ghor virodh kiya aur is baat ka parchaar bhii kiya ki sachchii mehnat aur karm se hii iishvar kii praapti ho saktii hai। svaya.n iishvar-bhakti me.n liin rahne ke saath raidaas juute banaane ka apnaa kaam lagaataar karte rahe। dharm aur samaaj ke uddhaarak raidaas ek buddhijiivii kavi aur aadhyaatmik sant bhii the। sant raidaas ke kathan dhiire-dhiire ravidaasiiy ke naam se ikaTThe hone lag gaye aur aaj ravidaasiiy ke naam se alag dharm bhii hai। pratishThit lekhak raajendr mohan bhaTnaagar ke gahre adhyayan ke baad taiyaar kii hu.ii yah kriti sant raidaas ke jiivan kii jiitii-jaagtii tasviir hai। vivekaanand, yugpurush ambeDkar, sardaar, kulii bairisTar, gauraang unke any lokapriy jiivniiprak upanyaas hain। 2014 me.n hariyaaNaa saahity akaadamii dvaara ‘vishishT saahityakaar sammaan’ se raajendr mohan bhaTnaagar ko navaazaa gayaa tathaa 1994 me.n raajasthaan saahity akaadamii ne unhe.n ‘vishishT saahityakaar sammaan’ aur sarvochch puraskaar ‘miiraa puraskaar’ se sammaanit kiya।

Shipping & Return
  • Over 27,000 Pin Codes Served: Nationwide Delivery Across India!

  • Upon confirmation of your order, items are dispatched within 24-48 hours on business days.

  • Certain books may be delayed due to alternative publishers handling shipping.

  • Typically, orders are delivered within 5-7 days.

  • Delivery partner will contact before delivery. Ensure reachable number; not answering may lead to return.

  • Study the book description and any available samples before finalizing your order.

  • To request a replacement, reach out to customer service via phone or chat.

  • Replacement will only be provided in cases where the wrong books were sent. No replacements will be offered if you dislike the book or its language.

Note: Saturday, Sunday and Public Holidays may result in a delay in dispatching your order by 1-2 days.

Offers & Coupons

Use code FIRSTORDER to get 10% off your first order.


Use code REKHTA10 to get a discount of 10% on your next Order.


You can also Earn up to 20% Cashback with POP Coins and redeem it in your future orders.

Read Sample

Customer Reviews

Be the first to write a review
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)

Related Products

Recently Viewed Products