Saat Pagal
Author | Arlt, Roberto |
Language | Hindi |
Publisher | Rajpal and Sons |
Pages | 256 |
ISBN | 9789390000000 |
Book Type | Paperback |
Item Weight | 0.4 kg |
Dimensions | 21.5x13.9x1.6 cm |
Edition | 2019 |
Saat Pagal
रोबेर्तो आल्र्ट (1900-1942) अर्जेंटीना के एक जाने माने पत्रकार व लेखक थे जिन्होंने कई उपन्यास और कहानियाँ लिखीं। रोबेर्तो आल्र्ट लैटिन अमेरिकन साहित्य में उतना ही प्रतिष्ठित और उल्लेखनीय स्थान रखते हैं जितना गेब्रियल गार्सिया मार्केज़ और इसाबेल अल्लेंदे। 1929 में लिखा गया उपन्यास सात पागल विनाश के कगार पर खड़े अर्जेंटीना को प्रतिबिंबित करता है।यह अपने कथानक और कहानी कहने के अंदाज के संदर्भ में श्रेष्ठ आधुनिक उपन्यासों में गिना जा सकता है। सपने देखने वालों, क्रांतिकारियों, षड्यंत्र करने में मशगूल सेना के जनरलों से भरी ये दुनिया दरअसल रोबेर्तो आल्र्ट की अपने देश की बीसवीं सदी के गहन पीड़ादायक दौर से गुज़रने की भविष्यवाणी की तरह है। सरल भाषा में लेखक ऐसे किरदार, ऐसा माहौल रचते हैं कि पाठक ना चाहते हुए भी खुद को उस दुनिया का एक हिस्सा महसूस करने लगता है। खास बात ये कि नौ दशक पहले लिखे गए इस उपन्यास में रची गयी दुनिया आज किसी भी देश के सामाजिक, राजनीतिक परिवेश को ही चित्रित करती है, जहाँ धर्मान्धता, स्त्रियों को लेकर दोहरे मापदंड, भ्रष्टाचार चरम पर है और आम आदमी अपनी नैतिकता में फँसा जीवन के अर्थ, इसकी अहमियत ढूँढने की एक अजीब जद्दोजहद में व्यस्त है। सात पागल एक तरह से सिद्ध करता है कि लेखक देश दुनिया के लिए भविष्यवक्ता होता है। roberto aalrT (1900-1942) arjenTiinaa ke ek jaane maane patrakaar v lekhak the jinhonne ka.ii upanyaas aur kahaaniyaa.n likhiin। roberto aalrT laiTin amerikan saahity me.n utnaa hii pratishThit aur ullekhaniiy sthaan rakhte hai.n jitna gebriyal gaarsiyaa maarkez aur isaabel allende।1929 me.n likhaa gayaa upanyaas saat paagal vinaash ke kagaar par kha.De arjenTiinaa ko pratibimbit kartaa hai। yah apne kathaanak aur kahaanii kahne ke andaaj ke sandarbh me.n shreshTh aadhunik upanyaaso.n me.n ginaa ja saktaa hai। sapne dekhne vaalon, kraantikaariyo.n, shaDyantr karne me.n mashguul senaa ke janarlo.n se bharii ye duniyaa dar.asal roberto aalrT kii apne desh kii biisvii.n sadii ke gahan pii.Daadaayak daur se guzarne kii bhavishyavaa.na.ii kii tarah hai। saral bhaashaa me.n lekhak aise kirdaar, aisaa maahaul rachte hai.n ki paaThak na chaahte hu.e bhii khud ko us duniyaa ka ek hissaa mahsuus karne lagtaa hai। khaas baat ye ki nau dashak pahle likhe gaye is upanyaas me.n rachii gayii duniyaa aaj kisii bhii desh ke saamaajik, raajniitik parivesh ko hii chitrit kartii hai, jahaa.n dharmaandhtaa, striyo.n ko lekar dohre maapdanD, bhrashTaachaar charam par hai aur aam aadamii apnii naitikta me.n pha.nsaa jiivan ke arth, iskii ahmiyat Dhuu.nDhne kii ek ajiib jaddojhad me.n vyast hai। saat paagal ek tarah se siddh kartaa hai ki lekhak desh duniyaa ke liye bhavishyvaktaa hotaa hai।
- Sabr– Your order is usually dispatched within 24 hours of placing the order.
- Raftaar– We offer express delivery, typically arriving in 2-5 days. Please keep your phone reachable.
- Sukoon– Easy returns and replacements within 7 days.
- Dastoor– COD and shipping charges may apply to certain items.
Use code FIRSTORDER to get 10% off your first order.
Use code REKHTA10 to get a discount of 10% on your next Order.
You can also Earn up to 20% Cashback with POP Coins and redeem it in your future orders.