Mahatma Jyotiba Phule ( Jeevan Katha )
Regular price
₹ 150
Sale price
₹ 150
Regular price
₹ 150
Unit price
Save 0%
Tax included.
Author | Hiralal Nagar |
Language | Hindi |
Publisher | Vani Prakashan |
Pages | 64 |
ISBN | 978-9326355360 |
Book Type | Hardbound |
Item Weight | 0.15 kg |
Dimensions | 22"x14" |
Edition | 1st |
Mahatma Jyotiba Phule ( Jeevan Katha )
Product description
Shipping & Return
Offers & Coupons
महात्मा ज्योतिबा फुले -
भारतीय समाज को वक़्त-बेवक़्त कुछ समाज सुधारक और मार्गदर्शक मिलते ही रहे हैं। महात्मा ज्योतिबा फुले उनमें से एक हैं, जिन्होंने दलित, पराश्रित, निराश्रित और दीनहीन समाज को शिक्षा, नैतिक संघर्ष और जागरूकता का पाठ पढ़ाया। लेखक ने महात्मा फुले की जीवन-कथा में उन ख़ास बिन्दुओं पर विचार किया है, जिसके कारण ज्योतिबा फुले जैसे साधारण आदमी को 'महात्मा' का पद प्राप्त हुआ।
अंग्रेज़ी शासन काल में निम्न समाज के लोगों को शिक्षा पाने का अधिकार ही नहीं था। पूरा महाराष्ट्र पेशवा साम्राज्य का दास बना हुआ था, जिस पर अछूतों, दलितों और उनकी महिलाओं की सामाजिक तथा आर्थिक स्थिति सबसे बुरी थी। महात्मा फुले ने अपने बलबूते पर पहले महिलाओं को शिक्षित करने का उपक्रम शुरू किया। फिर धीरे-धीरे समाज में फैले अत्याचार और शोषण के ख़िलाफ़ मोर्चाबन्दी की। लेखक ने इन सभी बिन्दुओं को आलोकित किया है।
उस समय अंग्रेज़ी सरकार वैसे तो किसी की बात सुनने को तैयार नहीं थी, मगर इसने महात्मा फुले के महिलाओं की शिक्षा के लिए कार्यों की सराहना ही नहीं की, इस कार्य के लिए उन्हें सम्मान भी दिया।
महात्मा फुले का जीवन विराट है, लेखक ने अपनी सहज और आत्मीय भाषा में उनके सम्पूर्ण जीवन को संक्षिप्त, मगर सम्यक शैली में लिखा है। आशा है, नयी पीढ़ी के पाठक इसे पसन्द करेंगे।
mahatma jyotiba phulebhartiy samaj ko vaqt bevaqt kuchh samaj sudharak aur margdarshak milte hi rahe hain. mahatma jyotiba phule unmen se ek hain, jinhonne dalit, parashrit, nirashrit aur dinhin samaj ko shiksha, naitik sangharsh aur jagrukta ka paath paDhaya. lekhak ne mahatma phule ki jivan katha mein un khaas binduon par vichar kiya hai, jiske karan jyotiba phule jaise sadharan aadmi ko mahatma ka pad praapt hua.
angrezi shasan kaal mein nimn samaj ke logon ko shiksha pane ka adhikar hi nahin tha. pura maharashtr peshva samrajya ka daas bana hua tha, jis par achhuton, daliton aur unki mahilaon ki samajik tatha arthik sthiti sabse buri thi. mahatma phule ne apne balbute par pahle mahilaon ko shikshit karne ka upakram shuru kiya. phir dhire dhire samaj mein phaile atyachar aur shoshan ke khilaf morchabandi ki. lekhak ne in sabhi binduon ko alokit kiya hai.
us samay angrezi sarkar vaise to kisi ki baat sunne ko taiyar nahin thi, magar isne mahatma phule ke mahilaon ki shiksha ke liye karyon ki sarahna hi nahin ki, is karya ke liye unhen samman bhi diya.
mahatma phule ka jivan virat hai, lekhak ne apni sahaj aur atmiy bhasha mein unke sampurn jivan ko sankshipt, magar samyak shaili mein likha hai. aasha hai, nayi piDhi ke pathak ise pasand karenge.

- Sabr– Your order is usually dispatched within 24 hours of placing the order.
- Raftaar– We offer express delivery, typically arriving in 2-5 days. Please keep your phone reachable.
- Sukoon– Easy returns and replacements within 7 days.
- Dastoor– COD and shipping charges may apply to certain items.
Use code FIRSTORDER to get 10% off your first order.
Use code REKHTA10 to get a discount of 10% on your next Order.
You can also Earn up to 20% Cashback with POP Coins and redeem it in your future orders.