Mahadevi Sanchayita
Regular price
₹ 695
Sale price
₹ 695
Regular price
₹ 695
Unit price
Save 0%
Tax included.
Item Weight | 800GM |
ISBN | 978-8170551966 |
Author | Mahadevi Verma |
Language | Hindi |
Publisher | Vani Prakashan |
Pages | 434 |
Book Type | Hardbound |
Dimensions | 5.30"x8.50" |
Edition | 3rd |
Mahadevi Sanchayita
Product description
Shipping & Return
Offers & Coupons
महादेवी वर्मा संचयिता -
महादेवी वर्मा की प्रगतिशीलता केवल स्त्री सम्बन्धी प्रश्नों तक ही सीमित नहीं थी। उन्होंने इसके अलावा भी तमाम सामयिक प्रश्नों की विस्तार से विवेचना कर हमारे वर्तमान समय के बारे में भी सोचने की मजबूरी पैदा की। पिछड़े वर्गों से आने वाले शिक्षार्थियों की समस्या आज़ादी के पचपन वर्ष बाद भी पूरी तरह सुलझी नहीं है।
महादेवी के ऐसे तमाम लेखों का बहुत बड़ा आकर्षण रचनाकार का साहसी व्यक्तित्व है। उन्होंने न जीवन में भय माना न लेखन में उनकी निडर बनावट ने ही उन्हें ज़रूरत पड़ने पर औरों के साथ ख़ुद अपने ख़िलाफ़ खड़े होने की क्षमता दी। परिवार, धर्म, परम्परा, समाज, राजसत्ता किसी का वर्चस्व उन्हें भयभीत नहीं कर सका। उन्होंने अपने समय में पढ़ने की ही नहीं वेद पढ़ने की ज़िद की। गृहस्थ जीवन का परित्याग करके छोटी उम्र में भिक्षुणी होने का निर्णय लेने में उन्होंने जिस साहस का परिचय दिया उससे अधिक इस इरादे को छोड़ने में। इतना ही नहीं उन्होंने इस घटना के प्रेरक कारण का उद्घाटन करने में भी कोई संकोच नहीं किया और उसके बाद अपने निजी जीवन के सामने ऐसी अभेद्य दीवार खींच दी कि उसके भीतर ताक-झाँक करने या पूछताछ करने का अधिकार उन्होंने किसी को दिया नहीं और साहस किसी को हुआ नहीं। उसके बाद लोगों ने उतना ही जाना जितना उन्होंने स्वयं लिखकर बताया। गोकि इस पुस्तक में आत्म स्वीकृतियाँ भी हैं और रचना-प्रक्रिया का विवेचन काफ़ी बेबाक शैली में किया गया है।
mahadevi varma sanchayita
mahadevi varma ki pragatishilta keval stri sambandhi prashnon tak hi simit nahin thi. unhonne iske alava bhi tamam samyik prashnon ki vistar se vivechna kar hamare vartman samay ke bare mein bhi sochne ki majburi paida ki. pichhDe vargon se aane vale shiksharthiyon ki samasya azadi ke pachpan varsh baad bhi puri tarah suljhi nahin hai.
mahadevi ke aise tamam lekhon ka bahut baDa akarshan rachnakar ka sahsi vyaktitv hai. unhonne na jivan mein bhay mana na lekhan mein unki niDar banavat ne hi unhen zarurat paDne par auron ke saath khud apne khilaf khaDe hone ki kshamta di. parivar, dharm, parampra, samaj, rajsatta kisi ka varchasv unhen bhaybhit nahin kar saka. unhonne apne samay mein paDhne ki hi nahin ved paDhne ki zid ki. grihasth jivan ka parityag karke chhoti umr mein bhikshuni hone ka nirnay lene mein unhonne jis sahas ka parichay diya usse adhik is irade ko chhoDne mein. itna hi nahin unhonne is ghatna ke prerak karan ka udghatan karne mein bhi koi sankoch nahin kiya aur uske baad apne niji jivan ke samne aisi abhedya divar kheench di ki uske bhitar taak jhaank karne ya puchhtachh karne ka adhikar unhonne kisi ko diya nahin aur sahas kisi ko hua nahin. uske baad logon ne utna hi jana jitna unhonne svayan likhkar bataya. goki is pustak mein aatm svikritiyan bhi hain aur rachna prakriya ka vivechan kafi bebak shaili mein kiya gaya hai.

- Sabr– Your order is usually dispatched within 24 hours of placing the order.
- Raftaar– We offer express delivery, typically arriving in 2-5 days. Please keep your phone reachable.
- Sukoon– Easy returns and replacements within 7 days.
- Dastoor– COD and shipping charges may apply to certain items.
Use code FIRSTORDER to get 10% off your first order.
Use code REKHTA10 to get a discount of 10% on your next Order.
You can also Earn up to 20% Cashback with POP Coins and redeem it in your future orders.