Look Inside
Jangal Ka Jadoo Til Til
Jangal Ka Jadoo Til Til

Jangal Ka Jadoo Til Til

Regular price ₹ 120
Sale price ₹ 120 Regular price ₹ 120
Unit price
Save 0%
Tax included.
Size guide

Pay On Delivery Available

Rekhta Certified

7 Day Easy Return Policy

Jangal Ka Jadoo Til Til

Jangal Ka Jadoo Til Til

Cash-On-Delivery

Cash On Delivery available

Plus (F-Assured)

7-Days-Replacement

7 Day Replacement

Product description
Shipping & Return
Offers & Coupons
Read Sample
Product description
जंगल का जादू तिल-तिल - युवा रचनाकार प्रत्यक्षा का पहला कहानी-संग्रह 'जंगल का जादू तिल-तिल' अनेक दृष्टियों से विशिष्ट है। ये कहानियाँ प्रत्यक्ष जगत की अप्रत्यक्ष सच्चाइयों को यथोचित कथा-विस्तार के साथ प्रस्तुत करती हैं। कई बार हर्ष-विषाद का सम्यक् स्वरूप ऊपरी सतह पर नहीं दिखता; वह व्यक्तित्व, परिस्थिति, प्रक्रिया अथवा परिणति के अनन्त अतल में पैठा रहता है। प्रत्यक्षा अपनी अनेक कहानियों में इस 'अनन्त अतल' की थाह लगाती दिखती हैं। वे स्त्री के अन्तरंग में गूंजती ध्वनियों को संगति प्रदान करती हैं। काम, प्रेम, वासना, तृप्ति, पिपासा और आसक्ति से जुड़े कई प्रश्न इन कहानियों में आकार पाते हैं। जीवन के राग-विराग को जिस सहजता के साथ प्रत्यक्षा ने परम्परा और आधुनिकता की अचूक समझ के द्वारा व्यक्त किया, वह रेखांकित करने योग्य है। 'बक्से का जादू', 'डरने का डर' और 'रात पाली के बाद' जैसी कुछ कहानियाँ लघुकथा के रूप में परिचित विन्यास का उदाहरण हैं। वस्तुत: ये बिम्बबहुला रचनाएँ एक कथायुक्ति का सार्थक प्रयोग हैं। प्रत्यक्षा अपनी रचनात्मक क्षमता को 'जंगल का जादू तिल-तिल' एवं 'दिलनवाज़ तुम बहुत अच्छी हो' में एक विरल उपलब्धि तक ले जाती हैं। उनके पास अद्यतन भाषा है, जो इस संग्रह की कहानियों को महत्त्वपूर्ण बनाती है। निस्सन्देह प्रत्यक्षा अपनी इन कहानियों के द्वारा पाठकों को समकालीन यथार्थ के सम्मुख ला खड़ा करती हैं। jangal ka jadu til tilyuva rachnakar pratyaksha ka pahla kahani sangrah jangal ka jadu til til anek drishtiyon se vishisht hai. ye kahaniyan pratyaksh jagat ki apratyaksh sachchaiyon ko yathochit katha vistar ke saath prastut karti hain. kai baar harsh vishad ka samyak svroop uupri satah par nahin dikhta; vah vyaktitv, paristhiti, prakriya athva parinati ke anant atal mein paitha rahta hai. pratyaksha apni anek kahaniyon mein is anant atal ki thaah lagati dikhti hain. ve stri ke antrang mein gunjti dhvaniyon ko sangati prdaan karti hain. kaam, prem, vasna, tripti, pipasa aur asakti se juDe kai prashn in kahaniyon mein akar pate hain.
jivan ke raag virag ko jis sahajta ke saath pratyaksha ne parampra aur adhunikta ki achuk samajh ke dvara vyakt kiya, vah rekhankit karne yogya hai. bakse ka jadu, Darne ka Dar aur raat pali ke baad jaisi kuchh kahaniyan laghuktha ke roop mein parichit vinyas ka udahran hain. vastut: ye bimbabahula rachnayen ek kathayukti ka sarthak pryog hain.
pratyaksha apni rachnatmak kshamta ko jangal ka jadu til til evan dilanvaz tum bahut achchhi ho mein ek viral uplabdhi tak le jati hain. unke paas adytan bhasha hai, jo is sangrah ki kahaniyon ko mahattvpurn banati hai. nissandeh pratyaksha apni in kahaniyon ke dvara pathkon ko samkalin yatharth ke sammukh la khaDa karti hain.

Shipping & Return
  • Sabr– Your order is usually dispatched within 24 hours of placing the order.
  • Raftaar– We offer express delivery, typically arriving in 2-5 days. Please keep your phone reachable.
  • Sukoon– Easy returns and replacements within 7 days.
  • Dastoor– COD and shipping charges may apply to certain items.

Offers & Coupons

Use code FIRSTORDER to get 10% off your first order.


Use code REKHTA10 to get a discount of 10% on your next Order.


You can also Earn up to 20% Cashback with POP Coins and redeem it in your future orders.

Read Sample

Customer Reviews

Be the first to write a review
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)

Related Products

Recently Viewed Products