Apabhransa Bhasha Aur Sahitya
    Regular price
    
        ₹ 155
      
  
  
    
    Sale price
    
        ₹ 155
      
      Regular price
      
        
          ₹ 160
        
      
  
    Unit price
    
  
  
    
          
            
              Save 3%
            
          
        
      
    | Item Weight | 300GM | 
| ISBN | 978-9326354288 | 
| Author | Rajmani Sharma | 
| Language | Hindi | 
| Publisher | Jnanpith Vani Prakashan LLP | 
| Pages | 200 | 
| Book Type | Paperback | 
| Dimensions | 22"x14" | 
| Publishing year | 2018 | 
| Edition | 2nd | 
| Return Policy | 5 days Return and Exchange | 
  
  
Apabhransa Bhasha Aur Sahitya
            Product description
          
        
        
          
          
            Shipping & Return
          
        
        
          
          
            Offers & Coupons
          
        
        
          
          
        
        
      
                        
                      
                    अपभ्रंश भाषा और साहित्य - 
अपभ्रंश को आधुनिक भारतीय आर्यभाषाओं की जननी कहा गया है। भारतीय इतिहास में यह एकमात्र भाषा ही नहीं, अपितु एक ऐसा सहज एवं गतिशील जन-आन्दोलन है जो किसी का संस्कार या वरदहस्त पाये बिना लगभग हज़ार वर्ष तक समस्त भारत को झंकृत करता रहा और हर आधुनिक भारतीय भाषा को नया रूप आकार देते हुए उसे संवर्द्धित करता रहा।
अपभ्रंश तथा परवर्ती अपभ्रंश भाषा के नये पहलुओं की खोज, सहज विश्लेषण, नाथ और सिद्ध साहित्य, राम-कृष्ण-काव्य, चरित-काव्य, प्रेमाख्यान/रहस्यवाद, श्रृंगार, वीर-काव्य जैसी विधाओं तथा महाकाव्य, खण्डकाव्य, मुक्तक आदि काव्य-रूपों का विस्तृत विवेचन, साहित्य समीक्षा के लिए नये मानदण्डों की स्थापना एवं 'कीर्तिलता' के पाठ, अर्थ और भाषा की समस्या पर विभिन्न कोणों से किया गया परामर्श—सब मिल कर राजमणि शर्मा की यह पुस्तक भाषा के क्षेत्र में एक बड़े उद्देश्य की पूर्ति करती है।
अपभ्रंश और हिन्दी भाषा साहित्य के अध्येताओं और शोधार्थियों के लिए अत्यन्त उपयोगी कृति।
 apabhransh bhasha aur sahityaapabhransh ko adhunik bhartiy arybhashaon ki janni kaha gaya hai. bhartiy itihas mein ye ekmatr bhasha hi nahin, apitu ek aisa sahaj evan gatishil jan andolan hai jo kisi ka sanskar ya varadhast paye bina lagbhag hazar varsh tak samast bharat ko jhankrit karta raha aur har adhunik bhartiy bhasha ko naya roop akar dete hue use sanvarddhit karta raha. 
apabhransh tatha parvarti apabhransh bhasha ke naye pahaluon ki khoj, sahaj vishleshan, naath aur siddh sahitya, raam krishn kavya, charit kavya, premakhyan/rahasyvad, shrringar, veer kavya jaisi vidhaon tatha mahakavya, khanDkavya, muktak aadi kavya rupon ka vistrit vivechan, sahitya samiksha ke liye naye mandanDon ki sthapna evan kirtilta ke paath, arth aur bhasha ki samasya par vibhinn konon se kiya gaya paramarsh—sab mil kar rajamani sharma ki ye pustak bhasha ke kshetr mein ek baDe uddeshya ki purti karti hai.
apabhransh aur hindi bhasha sahitya ke adhyetaon aur shodharthiyon ke liye atyant upyogi kriti.
                                     
                      
                  
                      
                    
                  
              apabhransh tatha parvarti apabhransh bhasha ke naye pahaluon ki khoj, sahaj vishleshan, naath aur siddh sahitya, raam krishn kavya, charit kavya, premakhyan/rahasyvad, shrringar, veer kavya jaisi vidhaon tatha mahakavya, khanDkavya, muktak aadi kavya rupon ka vistrit vivechan, sahitya samiksha ke liye naye mandanDon ki sthapna evan kirtilta ke paath, arth aur bhasha ki samasya par vibhinn konon se kiya gaya paramarsh—sab mil kar rajamani sharma ki ye pustak bhasha ke kshetr mein ek baDe uddeshya ki purti karti hai.
apabhransh aur hindi bhasha sahitya ke adhyetaon aur shodharthiyon ke liye atyant upyogi kriti.
- Sabr– Your order is usually dispatched within 24 hours of placing the order.
 - Raftaar– We offer express delivery, typically arriving in 2-5 days. Please keep your phone reachable.
 - Sukoon– Easy returns and replacements within 5 days.
 - Dastoor– COD and shipping charges may apply to certain items.
 
Use code FIRSTORDER to get 5% off your first order.
You can also Earn up to 10% Cashback with POP Coins and redeem it in your future orders.