Talkhiyan
ISBN | 9789390000000 |
Author | Ludhianavi, Sahir |
Language | Hindi |
Publisher | Rajpal and Sons |
Pages | 128 |
Book Type | Paperback |
Dimensions | 21.5x13.9x0.8 cm |
Edition | 2019 |
Talkhiyan
तल्ख़ियां साहिर लुधियानवी की सबसे पहली किताब थी और इसमें 67 गीत और ग़ज़लें हैं। कॉलेज के दिनों से ही साहिर ने शायरी शुरू कर दी थी और लोग इसे पसन्द भी करने लगे थे, लेकिन उनकी अलग पहचान तल्ख़ियां के प्रकाशन से ही बनने लगी। उर्दू में लिखी यह किताब बहुत लोकप्रिय हुई और इसके कई संस्करण छपे। 1958 में इसका हिन्दी रूपान्तर राजपाल एण्ड सन्ज़ से प्रकाशित हुआ। साहिर के चाहने वाले पाठकों की माँग पर अब इसका नया संस्करण प्रस्तुत है।साहिर लुधियानवी को उनकी शायरी के लिए तो याद किया ही जाएगा लेकिन साथ ही उन्हें हिन्दी सिनेमा में गीतों को एक नई पहचान और मुकाम देने के लिए भी हमेशा याद रखा जायेगा। लुधियाना के एक मुस्लिम परिवार में जन्मे साहिर लुधियानवी का असली नाम अब्दुल हयी था। कॉलेज की शिक्षा के बाद वे लुधियाना से लाहौर चले गए और उर्दू पत्रिकाओं में काम करने लगे। जब एक विवादग्रस्त बयान के कारण पाकिस्तान सरकार ने उनकी ग़िरफ़्तारी के वारन्ट निकाले तो 1949 में लाहौर छोड़ कर साहिर भारत आ गये और मुंबई में अपना ठिकाना बनाया। हिन्दी सिनेमा की दुनिया के वे बेहद लोकप्रिय गीतकार साबित हुए और दो बार उन्हें फ़िल्मफ़ेयर अवार्ड से नवाज़ा गया। उनके फ़न की क़दर करते हुए भारत सरकार ने 1971 में उन्हें पद्मश्री से सम्मानित किया। 1980 में 59 साल की उम्र में साहिर लुधियानवी की मृत्यु हो गई। talKHiyaa.n saahir ludhiyaanvii kii sabse pahlii kitaab thii aur isme.n 67 giit aur Gazle.n hain। college ke dino.n se hii saahir ne shaayarii shuruu kar dii thii aur log ise pasand bhii karne lage. the, lekin unkii alag pahchaan talKHiyaa.n ke prakaashan se hii ban.ne lagii। urduu me.n likhii yah kitaab bahut lokapriy hu.ii aur iske ka.ii sanskraN chhape। 1958 me.n iskaa hindii ruupaantar raajpaal enD sanz se prakaashit hu.a। saahir ke chaahne vaale paaThko.n kii maa.ng par ab iskaa nayaa sanskraN prastut hai। saahir ludhiyaanvii ko unkii shaayarii ke liye to yaad kiya hii jaa.egaa lekin saath hii unhe.n hindii cinema me.n giito.n ko ek na.ii pahchaan aur mukaam dene ke liye bhii hamesha yaad rakhaa jaayegaa। ludhiyaana ke ek muslim parivaar me.n janme saahir ludhiyaanvii ka aslii naam abdul hayii tha। college kii shikshaa ke baad ve ludhiyaana se lahore chale gaye aur urduu patrikaa.o.n me.n kaam karne lage.। jab ek vivaadagrast byaan ke kaara.n paakistaan sarkaar ne unkii Giraftaarii ke vaaranT nikaale to 1949 me.n lahore chhoD kar saahir bhaarat aa gaye aur mumbi.i me.n apnaa Thikaana banaayaa। hindii cinema kii duniyaa ke ve behad lokapriy giitakaar saabit hu.e aur do baar unhe.n filmfeyar avaarD se navaazaa gayaa। unke fan kii qadar karte hu.e bhaarat sarkaar ne 1971 me.n unhe.n padmashrii se sammaanit kiya। 1980 me.n 59 saal kii umr me.n saahir ludhiyaanvii kii mirtyu ho ga.ii।
- Sabr– Your order is usually dispatched within 24 hours of placing the order.
- Raftaar– We offer express delivery, typically arriving in 2-5 days. Please keep your phone reachable.
- Sukoon– Easy returns and replacements within 7 days.
- Dastoor– COD and shipping charges may apply to certain items.
Use code FIRSTORDER to get 10% off your first order.
Use code REKHTA10 to get a discount of 10% on your next Order.
You can also Earn up to 20% Cashback with POP Coins and redeem it in your future orders.