Pasang
Regular price
₹ 450
Sale price
₹ 450
Regular price
₹ 450
Unit price
Save 0%
Tax included.
Item Weight | 600GM |
ISBN | 978-8181432643 |
Author | Mehrunisa parwez |
Language | Hindi |
Publisher | Vani Prakashan |
Pages | 382 |
Book Type | Hardbound |
Dimensions | 5.30"x8.50" |
Edition | 1st |
Pasang
Product description
Shipping & Return
Offers & Coupons
पुस्तक – पासंग -
कनी का कलेजा ज़ोर से कबूतर की भाँति फड़फड़ाया और फिर विचलित होकर गोल-गोल घूमकर चुप वहीं बैठ गया। क्या जीते जी मरना इसी को कहते हैं? बानोआपा जीते जी मर गयीं क्या? तभी तो उनका चेहरा एकदम सफ़ेद बेजान सा हो गया है। हिलती-डूलती भी नहीं जैसे साँस लेना भूल गयी हों।
सच है, उस दिन दादी कह रहीं थीं कि एक पक्की ईट भी पानी में डाल दो तो वह थोड़े दिन बाद अपने आप धीरे-धीरे घुलने लगती है और एक दिन मिट्टी में बदल जाती है। ऐसे ही तो अच्छे से अच्छे लोग ज़िन्दगी के हादसों से परेशान होकर एक दिन तबाह हो जाते है, मिट जाते हैं। यह बात बानोआपा पर कितनी खरी उतरती थी। क्या बानोआपा भी एक दिन ऐसे ही मिट्टी का ढेर हो जायेंगी? सब कुछ ध्वस्त हो चुका था। चारों ओर धुआँ-धुआँ-सा था। धाँस से साँस लेना मुश्किल सा हो रहा था।
pustak – pasangkani ka kaleja zor se kabutar ki bhanti phaDaphDaya aur phir vichlit hokar gol gol ghumkar chup vahin baith gaya. kya jite ji marna isi ko kahte hain? banoapa jite ji mar gayin kyaa? tabhi to unka chehra ekdam safed bejan sa ho gaya hai. hilti Dulti bhi nahin jaise saans lena bhool gayi hon.
sach hai, us din dadi kah rahin theen ki ek pakki iit bhi pani mein Daal do to vah thoDe din baad apne aap dhire dhire ghulne lagti hai aur ek din mitti mein badal jati hai. aise hi to achchhe se achchhe log zindagi ke hadson se pareshan hokar ek din tabah ho jate hai, mit jate hain. ye baat banoapa par kitni khari utarti thi. kya banoapa bhi ek din aise hi mitti ka Dher ho jayengi? sab kuchh dhvast ho chuka tha. charon or dhuan dhuan sa tha. dhaans se saans lena mushkil sa ho raha tha.

- Sabr– Your order is usually dispatched within 24 hours of placing the order.
- Raftaar– We offer express delivery, typically arriving in 2-5 days. Please keep your phone reachable.
- Sukoon– Easy returns and replacements within 7 days.
- Dastoor– COD and shipping charges may apply to certain items.
Use code FIRSTORDER to get 10% off your first order.
Use code REKHTA10 to get a discount of 10% on your next Order.
You can also Earn up to 20% Cashback with POP Coins and redeem it in your future orders.