Look Inside
Desh Pardesh
Desh Pardesh

Desh Pardesh

Regular price ₹ 220
Sale price ₹ 220 Regular price ₹ 220
Unit price
Save 0%
Tax included.
Size guide

Pay On Delivery Available

Rekhta Certified

7 Day Easy Return Policy

Desh Pardesh

Desh Pardesh

Cash-On-Delivery

Cash On Delivery available

Plus (F-Assured)

7-Days-Replacement

7 Day Replacement

Product description
Shipping & Return
Offers & Coupons
Read Sample
Product description
देस-परदेस - हिन्दी के शीर्षस्थ कथाकार एवं चर्चित लेखक पत्रकार कमलेश्वर की पच्चीस कहानियों का संग्रह है–'देस-परदेस'। कमलेश्वर की कहानियाँ मानव अस्तित्व की चिन्ता से जुड़ी होती हैं और हर कहानी इन्सानियत को बचाये रखने की लड़ाई में कोई बयान देती नज़र आती है। प्रेमचन्द के बाद कमलेश्वर की कहानियों में वह मुखर पक्षधरता है जिसके कारण कोई लेखक समय के बदलाव के बावजूद प्रासंगिक बना रहता है। क़स्बे के आम आदमी की पीड़ा से अपने लेखन की शुरु करनेवाले कमलेश्वर ने कालान्तर में अपनी संवेदना का विस्तार विश्व समाज तक किया। उनकी कहानियों में समूचे विश्व में फैले आतंकवाद, साम्राज्यवाद, नस्लवाद और सामाजिक विखण्डन के विरुद्ध स्पष्ट प्रतिरोध है। 'देस-परदेस' की कहानियाँ कमलेश्वर ने अलग-अलग समय पर, अलग-अलग पृष्ठभूमि में लिखी हैं। इन रचनाओं के माध्यम से हम अपने आसपास की साधारण समस्याओं से लगाकर व्यापक वैश्विक प्रश्नों से टकराते हैं। स्वयं कमलेश्वर जैसे लेखक की वैचारिक और मानसिक यात्रा का यह बड़ा ही ख़ूबसूरत दस्तावेज़ है। आशा है, यह संचयन कमलेश्वर के कथा साहित्य में बड़े कैनवास पर रची कहानियों के कारण अलग से पहचाना जायेगा। des pardeshindi ke shirshasth kathakar evan charchit lekhak patrkar kamleshvar ki pachchis kahaniyon ka sangrah hai–des pardes. kamleshvar ki kahaniyan manav astitv ki chinta se juDi hoti hain aur har kahani insaniyat ko bachaye rakhne ki laDai mein koi bayan deti nazar aati hai. premchand ke baad kamleshvar ki kahaniyon mein vah mukhar pakshadharta hai jiske karan koi lekhak samay ke badlav ke bavjud prasangik bana rahta hai.
qasbe ke aam aadmi ki piDa se apne lekhan ki shuru karnevale kamleshvar ne kalantar mein apni sanvedna ka vistar vishv samaj tak kiya. unki kahaniyon mein samuche vishv mein phaile atankvad, samrajyvad, naslvad aur samajik vikhanDan ke viruddh spasht pratirodh hai.
des pardes ki kahaniyan kamleshvar ne alag alag samay par, alag alag prishthbhumi mein likhi hain. in rachnaon ke madhyam se hum apne aspas ki sadharan samasyaon se lagakar vyapak vaishvik prashnon se takrate hain. svayan kamleshvar jaise lekhak ki vaicharik aur mansik yatra ka ye baDa hi khubsurat dastavez hai.
aasha hai, ye sanchyan kamleshvar ke katha sahitya mein baDe kainvas par rachi kahaniyon ke karan alag se pahchana jayega.

Shipping & Return
  • Sabr– Your order is usually dispatched within 24 hours of placing the order.
  • Raftaar– We offer express delivery, typically arriving in 2-5 days. Please keep your phone reachable.
  • Sukoon– Easy returns and replacements within 7 days.
  • Dastoor– COD and shipping charges may apply to certain items.

Offers & Coupons

Use code FIRSTORDER to get 10% off your first order.


Use code REKHTA10 to get a discount of 10% on your next Order.


You can also Earn up to 20% Cashback with POP Coins and redeem it in your future orders.

Read Sample

Customer Reviews

Be the first to write a review
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)

Related Products

Recently Viewed Products