Badal Rag
Regular price
₹ 350
Sale price
₹ 350
Regular price
₹ 350
Unit price
Save 0%
Tax included.
Author | Damodar Khadse |
Language | Hindi |
Publisher | Vani Prakashan |
Pages | 256 |
ISBN | 978-9326355612 |
Book Type | Hardbound |
Item Weight | 0.35 kg |
Dimensions | 22"x14" |
Edition | 2nd |
Badal Rag
Product description
Shipping & Return
Offers & Coupons
बादल राग -
'स्त्रियों का मन समझने के लिए स्त्री ही होनी चाहिए' यह धारणा दामोदर खड़से ने अपने उपन्यास 'बादल राग' में ग़लत सिद्ध कर दी है। स्त्री केन्द्रित अनुभवों को साहित्य-रूप देते समय केवल पारिवारिक, सामाजिक वास्तविकता का ही विश्लेषण काफ़ी नहीं है, बल्कि स्त्री-मन की अन्तर-व्यथा-वेदनाओं की दैहिक अनुभूतियों के परिणामों का भी ध्यान रखना होगा। दामोदर खड़से ने इस उपन्यास के माध्यम से इसे अभिव्यक्त किया है।
दामोदर खड़से ने इस उपन्यास में सामाजिक रूढ़ियों, नीति-संकल्पनाओं की सुविधाजनक सीमाओं के पार जाकर स्त्री-मुक्ति का स्वावलम्बी मार्ग तलाशने वाली नायिका का संघर्ष और उसकी दृढ़ता का यशस्वी चित्रण किया है। उन्होंने स्त्री मुक्ति के सामाजिक-सांस्कृतिक पहलुओं के साथ शारीरिक व मानसिक आयामों का भी विचार किया है। शिक्षित स्त्री-पुरुषों का साथ आना केवल काम-वासना के लिए है तो वह पाप ही होगा। लेकिन, आत्म-भान जागृत स्त्री-पुरुष आपसी वैचारिक समानता आधारित एक-दूसरे के व्यक्तित्व को आदरपूर्वक स्वीकार करते हैं तो यह स्त्रीत्व का सम्मान ही है। स्त्री-पुरुष समानता की पैरवी, स्त्रीवादी जीवनदृष्टि इस उपन्यास में बख़ूबी अभिव्यक्त हुई है।
badal raagstriyon ka man samajhne ke liye stri hi honi chahiye ye dharna damodar khaDse ne apne upanyas badal raag mein ghalat siddh kar di hai. stri kendrit anubhvon ko sahitya roop dete samay keval parivarik, samajik vastavikta ka hi vishleshan kafi nahin hai, balki stri man ki antar vytha vednaon ki daihik anubhutiyon ke parinamon ka bhi dhyaan rakhna hoga. damodar khaDse ne is upanyas ke madhyam se ise abhivyakt kiya hai.
damodar khaDse ne is upanyas mein samajik ruDhiyon, niti sankalpnaon ki suvidhajnak simaon ke paar jakar stri mukti ka svavlambi maarg talashne vali nayika ka sangharsh aur uski driDhta ka yashasvi chitran kiya hai. unhonne stri mukti ke samajik sanskritik pahaluon ke saath sharirik va mansik ayamon ka bhi vichar kiya hai. shikshit stri purushon ka saath aana keval kaam vasna ke liye hai to vah paap hi hoga. lekin, aatm bhaan jagrit stri purush aapsi vaicharik samanta adharit ek dusre ke vyaktitv ko adarpurvak svikar karte hain to ye streetv ka samman hi hai. stri purush samanta ki pairvi, strivadi jivandrishti is upanyas mein bakhubi abhivyakt hui hai.

- Sabr– Your order is usually dispatched within 24 hours of placing the order.
- Raftaar– We offer express delivery, typically arriving in 2-5 days. Please keep your phone reachable.
- Sukoon– Easy returns and replacements within 7 days.
- Dastoor– COD and shipping charges may apply to certain items.
Use code FIRSTORDER to get 10% off your first order.
Use code REKHTA10 to get a discount of 10% on your next Order.
You can also Earn up to 20% Cashback with POP Coins and redeem it in your future orders.