Look Inside
Pracheen Bharat Ki Shreshth Kahaniyan
Pracheen Bharat Ki Shreshth Kahaniyan

Pracheen Bharat Ki Shreshth Kahaniyan

Regular price Rs. 80
Sale price Rs. 80 Regular price Rs. 80
Unit price
Save 0%
Tax included.

Size guide

Pay On Delivery Available

Rekhta Certified

7 Day Easy Return Policy

Pracheen Bharat Ki Shreshth Kahaniyan

Pracheen Bharat Ki Shreshth Kahaniyan

Cash-On-Delivery

Cash On Delivery available

Plus (F-Assured)

7-Days-Replacement

7 Day Replacement

Product description
Shipping & Return
Offers & Coupons
Read Sample
Product description
प्राचीन भारत की श्रेष्ठ कहानियाँ - प्राचीन भारतीय साहित्य लोक-कथाओं का एक अक्षय भण्डार है। कथा के माध्यम से जीवन और जगत् की सम्पूर्ण जानकारी तथा मानव जीवन को उन्नत बनाने की शिक्षा प्राचीन साहित्य की विशेषता रही है। ये इतनी समर्थ, ऐसी मर्म-छूती, सहज और स्वाभाविक कथा-कहानियाँ हैं कि युगों तक मानव को इनसे प्रेरणा मिलती रही है और आज भी वे अपने सामाजिक सन्दर्भों में उतनी ही सक्षम हैं। प्रस्तुत संग्रह में डॉ. जगदीशचन्द्र जैन ने प्राचीन बौद्ध वाङ्मय से चुनकर ऐसी ही 42 लघु कहानियाँ दी हैं—सबकी सब बहुत ही मनोरंजक और बुद्धिवर्धक। वे कहानियाँ उन्होंने बड़े ही सहज ढंग से लिखी हैं, और इसलिए ये बड़ी ही सरस, सुबोध और सहज पाठ्य बन पड़ी हैं। कहीं कोई दुरूहता नहीं। हिन्दी का सर्वसाधारण पाठक भी इन्हें पढ़कर भरपूर आनन्द ले सकता है। prachin bharat ki shreshth kahaniyanprachin bhartiy sahitya lok kathaon ka ek akshay bhanDar hai. katha ke madhyam se jivan aur jagat ki sampurn jankari tatha manav jivan ko unnat banane ki shiksha prachin sahitya ki visheshta rahi hai. ye itni samarth, aisi marm chhuti, sahaj aur svabhavik katha kahaniyan hain ki yugon tak manav ko inse prerna milti rahi hai aur aaj bhi ve apne samajik sandarbhon mein utni hi saksham hain.
prastut sangrah mein Dau. jagdishchandr jain ne prachin bauddh vanmay se chunkar aisi hi 42 laghu kahaniyan di hain—sabki sab bahut hi manoranjak aur buddhivardhak. ve kahaniyan unhonne baDe hi sahaj Dhang se likhi hain, aur isaliye ye baDi hi saras, subodh aur sahaj pathya ban paDi hain. kahin koi duruhta nahin. hindi ka sarvsadharan pathak bhi inhen paDhkar bharpur anand le sakta hai.

Shipping & Return

Contact our customer service in case of return or replacement. Enjoy our hassle-free 7-day replacement policy.

Offers & Coupons

Use code FIRSTORDER to get 10% off your first order.


Use code REKHTA10 to get a discount of 10% on your next Order.


You can also Earn up to 20% Cashback with POP Coins and redeem it in your future orders.

Read Sample

Customer Reviews

Be the first to write a review
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)
0%
(0)

Related Products

Recently Viewed Products